Showing posts with label My Lovely Didi - Hindi. Show all posts
Showing posts with label My Lovely Didi - Hindi. Show all posts
-
My Lovely Didi - Hindi
Meri pyari si lovely si didi hai wo....
bahut jhagralu hai...kabhi bhi kahi bhi jhagra karna chalu kar deti hai (mazak kar raha)
jab jhagarti hai to aur bhi pyari lagti...usse jhagre bina man hi nahi lagta hai..
regarding er intellingence..........bahut intelligent hai aisa sabhi bolte hai (lekin mere se kaam)
aur haan ek baat aur pata nahi mujhse hamesa kya jalti rahti hai wo............ye padh ke phir jal rahi hogo........hehehehe
Special caution for boys ........isse door rahna ...........agar isse ek baar bhi baat kar liye ya phir iska muskurata hua pic dekh liye ....
to phir baat kiye bina aap nahi rah sakte hai......
more
Subscribe to:
Posts (Atom)